Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya k bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bahut khush hua aur usay andar aanay k liye kaha. Us k andar aanay say pehlay Munna nay socha k us par impression dalna chahiye aur phone utha k batien karnay laga.
Haan Haan! 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai .
Us k baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai?
Man: Mien phone sahi karnay aaya hoon.
No comments:
Post a Comment